PSYCHIATRIST ONLINE
4 months
Main Apni zindgi men,
Itna masruf hona chahta hun,
K mujhy kisi insaan, ya uss k Raviyye ki parwah na ho..
Din bhar kaam ki thakawat itni ziada ho k,
Raat ko Maazi ki Yaaden hun na haal ki fikr ,
Bistar pe aaty hi nend ki aaghosh men kho jaon,
Mujhy kisi shakhs ki parwah na ho.!