Wo kehte hai na ki cheezein apne waqt me qaid hai, jab sahi time aata hai toh sab ho jata h, raaj khul jate hai, khushiyan mil jaati hai, bina kuch kiye kam ban jaate hai, toote dil jud jate hai, Manzilen mil jati h or safar pura ho jata hai lekin waqt par, Sara khel waqt ka hai.