Parwaah karna tumhara kaam hai mera nhi Haa maine kuch sadharan niyam banaye hai lekin insaan un niyam ko taak pe rakh ke apni marji se jina chhata hai Isliye har tarah ki problems paida hoti hai Insaan ki jindgi me kya hota hai uske liye uske faisle jimmedar hote hai